Humdard

Amit Kamble

Humdard

key Em

Key of Em

भजन संहिता 27:5
Listen to Humdard

Make it favourite

Transpose

b/#

Flat/Sharp

Chords
Show/Hide

Zoom

more

VERSE 1
EmB/D#C#m
Jab apne chod chale
E/G#AB
Sirf Tu hi bacha tha Masih
EBC#m
Jab samjhi na duniya
E/G#AB
Tu ne hi samjha tha tabhi
PRE-CHORUS 1
G#mABB
Aansuon ki nadiyon ne takiye ko jab bhigaaya
E/G#ABB
Khaamoshi ki cheekhon mein Tu karmre mein aaya
CHORUS
EC#m
Humdard Tu, Humraaz bhi
F#mEB
Tu dost hai, Mera meet Tu hi
E/G#C#m
Safar mein Tu ne thaama haath abhi
F#mE/BB
Mere zakhmon ka marham Tu hi
VERSE 2
EBC#m
Tanha bewafayi mein
EAB
Paaya Tujhko saath Masih
EBC#m
Jab sab tha khoya maine
EAB
Dilaasa Tu bana tha tabhi
PRE-CHORUS 2
EAB
Aanewale kal ke darr se jee mera ghabraya
EAB
Tune hi pukaara, Tune seene se lagaya
CHORUS
EC#m
Humdard Tu, Humraaz bhi
F#mEB
Tu dost hai, Mera meet Tu hi
E/G#C#m
Safar mein Tu ne thaama haath abhi
F#mE/BB
Mere zakhmon ka marham Tu hi
BRIDGE
ABC#mE/G#
Mere ashkon ko Tune sambhaal ke rakha hai
ABC#m
Mera dard Tera bana
EABC#mE/G3
Yeh nazuk jaan, sirf Tujh par hi fida hai
ABE
Tu hi jeene ki wajah