Fitrat hai meri

Assembly of Believers Church

Fitrat hai meri

key Eb

Key of Eb

भजन संहिता 63:4
Listen to Fitrat hai meri

Make it favourite

Transpose

b/#

Flat/Sharp

Chords
Show/Hide

Zoom

more

VERSE 1
EbAbEb
Fitrat hai meri gunaah me gir jaata hu
EbBbAbEb
Rehmat hai teri tu muaaf karta hai
EbAbEb
Aadat hai meri daag ban jaata hu
EbBbAbEb
Mohobbat hai teri tu bedaag karta hai
FmCmEb
Ab phir tere mazbeh pe daud aata hun
FmCmEb
Phirse tere pyaar ki barsaat chahta hun
FmCmEb
Khokhar khudko tujhme rehna chahta hun
AbBb
Kar naya, mujhko naya
EbEb/GAbBb
Tere rooh ki baarish me main tar hojaun
EbAbBb
Khud ko karun kam tere jaisa hojaun
CmFmAbBb
Teri marzi hoti poori mujhme aisi dikhe
CmAbBbEb
Jaisa tu banae main banta hi jaun
VERSE 2
EbAb
Dua hai ye meri tujhse mere khuda
EbAb
Umeedo par teri utar sakun mai khara
EbAb
Aazmaaisho se ladun, haaroon na main kabhi
EbBbAbm
Khushbhoo mehke teri qurbaani aisi banu
FmCmEb
Ab phir tere mazbeh pe daud aaya hun
FmCmEmb
Khwaahisho ko peeche mai chor aaya hu
FmCmEb
Banke ek zinda qurbaani aya hun
AbBb
Kar kabool mujhko tu
EbEb/GAbBb
Tere rooh ki baarish me main tar hojaun
EbAbBb
Khud ko karun kam tere jaisa hojaun
CmFmAbBb
Teri marzi hoti poori mujhme aisi dikhe
CmAbBbEb
Jaisa tu banae main banta hi jaun
VERSE 3
BbCm
Jab tak saansein hain meri
AbEb
Teri raaho pe chalun
BbCmAbEb
Meri ye zindagi kurbaan tujhpe karu
BbCmAbEb
Deedaar ho mera tujhse mere khuda
BbCmAbBb
Teri raaho pe bana rahu mai ab sada
EbEb/GAbBb
Tere rooh ki baarish me main tar hojaun
EbAbBb
Khud ko karun kam tere jaisa hojaun
CmFmAbBb
Teri marzi hoti poori mujhme aisi dikhe
CmAbBbEb
Jaisa tu banae main banta hi jaun